naam tera bhul jau tere bandhan tod du
ji me aata hai
tujhe bhagwan kahna chhod du
o sitamgar aasman jau kaha
jau kaha
o sitamgar aasman jau kaha
jau kaha
besahara ho gaya hai zindagi ka karwa
o sitamgar aasman
jinse tera naam chamka hum wahi insan hai
yaad kar tujh par hue har bar hum kurban hai
yaad kar tujh par hue har bar hum kurban hai
roz hi hum pe giri tere sitam ki bijliya
o sitamgar aasman
chahte hai hum tujhe
jitna tu utna dur hai sangedil hokar nazar kyu
is kadar magrur hai sangedil hokar nazar kyu
is kadar magrur hai mit gaye agar hum samjh le
mit gaya tera nisha o sitamgar aasman jau kaha
jau kaha o sitamgar aasman
Film cast: Ulhas, Sumitra, Paro, Rajan Haksar, Ramesh
Singer: Geeta Dutt, Mukesh, Mohammed Rafi, Sulochana Kadam, Premlata,
Mubarak Begum
Lyricist: Shewan Rizvi, Moti B A, Verma Malik, Shyam Hindi
Music Director: Sonik, Hansraj Behl
Film Director: Gunjal