Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala
4.00 - 4 votes
Raj BabbarSad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala - पैदा करके भूल गया क्यूँ पैदा करने वाला
paida karke bhul gaya kyu paida karne vala
mata ne janam diya data ne pala
feka sadak pe mujhe ghar se nikala
aisa kya kasur bhala maine kiya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
dunia ko vo maine diya hai

dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga
dard ban ke mai tumhare dil me ab rahunga
aasu ban ke ab mai tumhari aankho se bahunaga
aaj tlak tumne kaha aaj mai kahunga
aaj tlak maine hotho ko siya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai

rahne do dhram karam ki baate kitabi
rahne do dhram karam ki baate kitabi
mere to nasibo me likhi thi kharabi
mere to nasibo me likhi thi kharabi
maine to sharab pi hai mai to hu sharabi
tum ho kon tum ne
tum ho kon tum ne mera khoon kiya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
dunia se jo maine liya dunia ko vo maine diya hai
dunia ko vo maine diya hai
lyrics of song Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala
Comments on song "Paida Karke Bhool Gaya Kyon Paida Karne Wala"
Syam Kumar on Thursday, April 23, 2015
broo, film jaanam rahul roy dan subtitle
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jeevan Dhaara (1982)
Raj Babbar, Rekha, Amol Palekar, Kanwaljeet Singh, Simple Kapadia, Madhu Kapoor, Sulochana, Kumud Bole, Padma Chavan, Rakesh Roshan, Suresh Chatwal, Karan Razdan, Javed, Baby Pinky, Harish, Rajesh, Prema Narayan, R.R. Venkat Rao, RamchandraAlka Yagnik, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Kishore Kumar, S.P.Balasubramaniam, Saleem Shahzaad Prem Raagi, Suresh WadkarAnand BakshiLaxmikant Kudalkar, PyarelalT Rama RaoA V Subba Rao, Amarnath, LaxmanJeevan Dhaara at IMDB      Jeevan Dhaara at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type