Video of this song from youtube
Advertisement
Pani Me Aag Lagane Ki Raat Hai - पानी में आग लगाने की रात है
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Pani Me Aag Lagane Ki Raat Hai - पानी में आग लगाने की रात है
pani me aag lagane ki raat hai
pani me aag lagane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai

pani me pani me aag lagane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
ye baat hui kal raat hui har raat hui ye baat hui
sarmane lagi mai jane lagi
jane na diya dilbar ne kaha
jane ki nahi ye aane ki raat
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai

ek bhul hui haye haye mujhse kabhi
ek bhul hui haye haye mujhse kabhi
dil unko diya ek vada kiya
ab yaad karu faryad karu
mai aaj badi muskil me padi
vo bole aaj vada nibhane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai

di hamne kasam mar jayege ham
aisa na karo tohmat se daro
hoga ye gjab par kya kare ab
ham pardanashi vo karte nahi
kahte hai vo aaj parda uthane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai

pani me aag lagane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai
jalne ki raat hai ye jalane ki raat hai

lyrics of song Pani Me Aag Lagane Ki Raat Hai
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement