Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Papiha Tu Piyu Ko Pukar - पपीहा पपीहा तू पियु को पुकार
papiha papiha tu piyu ko pukar
main jaau balihar ye taan suna de
mast bana de aai bahar
papiha papiha tu piyu ko pukar
main jaau balihar ye taan suna de
mast bana de aai bahar
papiha papiha

chaman me phul khile phul khile hai
wo aaj mujhse mile mujhse mile hai
chaman me phul khile phul khile hai
wo aaj mujhse mile mujhse mile hai
milan ke sur me baje bichhde huye taar
baje bichhde huye taar
papiha papiha tu piyu ko pukar
main jaau balihar ye taan suna de
mast bana de aai bahar
papiha papiha

kali ki hor najar soch rahe hai
kali ki hor najar soch rahe hai
bahana khilne ka ye khoj rahe hai
bahana khilne ka ye khoj rahe hai
ise bhi aarju hai ise bhi aarju hai
koi kahe pyar kare pyar kare pyar
papiha papiha tu piyu ko pukar
main jaau balihar ye taan suna de
mast bana de aai bahar
papiha papiha

khushi ke lab se bhara jaam piya hai
purane ghar pe naya rang chadha hai
khushi ke lab se bhara jaam piya hai
purane ghar pe naya rang chadha hai
purane ghar pe purane ghar pe naya rang chadha hai
najar se kyun na mili chhup ke bahe dhar
bahe dhar bahe dhar
papiha papiha tu piyu ko pukar
main jaau balihar ye taan suna de
mast bana de aai bahar
papiha papiha
lyrics of song Papiha Tu Piyu Ko Pukar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zameen Aasmaan (1946)
Kalyani Das, Jagmohan, Hemant KumarFaiyyaz HashmiKamal DasguptaDwarka KhoslaZameen Aasmaan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type