Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.60 - 5 votes
NargisRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Pardesi Se Lag Gayi Preet Re - परदेसी से लग गई प्रीत रे
pardesi se lag gayi preet re
pardesi se lag gayi preet re
chupke chupke koi dil ko le gaya jeet re
chupke chupke koi dil ko le gaya jeet re
pardesi se ho pardesi se ho lag gayi preet re

mast umange nach rahi hai
chhed rahi hai geet suhane
mast umange nach rahi hai
chhed rahi hai geet suhane
dil ki duniya jhum rahi hai
kon laga naino me samane
dil ki duniya jhum rahi hai
kon laga naino me samane
kon laga naino me samane
ban ke man ka meet re
o ban ke man ka meet re
pardesi se ho pardesi se ho lag gayi preet re

aaj kisi ke pyar ne dil ko
lut liya deewana bana ke
aaj kisi ke pyar ne dil ko
lut liya deewana bana ke
hamko jinki aas lagi thi
laye hai unko dil me basa ke
hamko jinki aas lagi thi
laye hai unko dil me basa ke
laye hai unko dil me basa ke
gata hai dil geet re o gata hai dil geet re
pardesi se ho pardesi se ho lag gayi preet re
lyrics of song Pardesi Se Lag Gayi Preet Re
Comments on song "Pardesi Se Lag Gayi Preet Re"
Priya MyMusicalHeaven on Saturday, July 04, 2015
Atyant madhur. Khemchand Prakash ke sumadhur sangeet ko Geeta Dutt ne
apne madhur swaron se aur bhi sundar evam saras bana diya. Shakeel Badayuni
ke seedhe, saral shabd kitne achhe lagte hain yahaan. Nargis apne naam ke
anusaar hee lagti theen, khaas kar unki aankhein. Yahaan unke chehre se
masoomiyat aur taazgi tapak rahi hai, aur unka khushi se gaate hue ghoomna
aur jhoomna pyaara hai. Is pyaare geet ke liye shukriya, MKji, aaj ise
bahut samay upraant suna. Isi film ka ek aur gaana mujhe behad pasand hai,
"Armaan bhare dil ki lagan tere liye hai". Khemchand Prakash ki tareef mein
jitna bhi kahaa jaaye, kum hee hai.
TheDeepakp on Monday, August 10, 2015
Film cast: Raj Kapoor, Nargis Dutt, Ashok Kumar, Bhudo Advani, Neelam,
Siddiqi, Nizam
Singer: Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Shamshad Begum, Talat Mahmood
Lyricist: Shams Azimabadi, Sarshar Sailani
Music Director: A R Qureshi
Film Director: M L Anand
Film Producer: Rajesh Verma
Bhavesh Desai on Monday, January 13, 2014
Bewafa 1952: Raj Kapoor, Nargis, Ashok Kumar, Bhudo Advani, Neelam,
Siddiqui, Ghosh, Sheel, Nizam
Singer: Geeta Roy
Lyrics: Sarshar Sailani
Music: A. R. Qureshi
Director: M.L.Anand
Genre:Social
Banner:Art Center Of India
Parag Sankla on Thursday, November 17, 2011
This song is from the film Jaan Pehchaan (1950) , composed by Khemchand
Prakash ji and lyrics by Shakeel Badayuni sahab. Please correct the credits.
Nadira Sayed on Thursday, July 02, 2015
Khemchand Prakash was truly a perfect gem. He composed the most beautiful
songs, during his short life history. Don't have words to admire his
work.His contributions are immense, and shouldn't be forgotten.

His assistant, Sangeet Samraat Maestro Naushad Ali, got his training under
Khemchand Prakash, and there we see a wonderful legacy of Khemchand
Prakash.

Dr Iftikhar A Sayed
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jan Pahchan (1950)
Raj Kapoor, Nargis Dutt, Jeevan, Shyama, Mukri, Dulari, Neelam, Amar, SankathaShankar Das Gupta, Talat Mahmood, Geeta DuttShakeel BadayuniManna Dey, Kheemchand PrakashFali MistryFali Mistry, Robin ChatterjeeJan Pahchan at IMDB      Jan Pahchan at YouTube     |    Jan Pahchan at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type