Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Parwar Digara - परवर दिगारा
parwar digara parwar digara
parwar digara parwar digara
mushkil mein main tujh ko pukara
mushkil mein main tujh ko pukara
tu hi sahaara tu hi sahaara
pawar digara parwar digara

wo sabr hi to tha jisne ayyub ko zindagi de di
wo sabr hi to tha jisne yunus ko bandagi de di
wo sabr hi to tha wo sabr hi to tha jisne yusuf ko khushi de di
de de mujhe bhi sabr ka sahaara
de de mujhe bhi sabr ka sahaara
parwar digaara parwar digaara

ye zindagi bhi hai khudaya amaanat hi teri
dil jal raha hai jo mera kayaamat hai teri
jo jee rahi hun main jo jee rahi hun main wo inaayat hai teri
tufa mein main hun tu hi kinaara
tufa mein main hun tu hi kinaara
parwar digara parwar digara
lyrics of song Parwar Digara
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sultan-e-deccan Banda Nawaz (1982)
Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat ShahMalik AnwarS A GhaffarSultan-e-deccan Banda Nawaz at IMDB      Sultan-e-deccan Banda Nawaz at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type