Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Happy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Pasand Aaya Hai Dil Mera To - पसंद आया है दिल मेरा तो
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera

mujhe tumse mohobat hai me tumse pyar karta hu
magar me tumse apni dasta kehne se darta hu
zaba khulti nahi zaba khulti nahi
ye dasta nazro se kehne do aji nazaro se kehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera

mubarakh ho tumahri muskurati zindagi tumko
mere nakam rehne me jo hoti hai khushi tumko
to me nakam hi acha to me nakam hi acha
mujhe nakam rehne do aji nakam rehne do
pasand aya hai dil mera to apne pas rehne do
mujhe sari khudai agar bura kehti hai kehne do
pasand aya hai dil mera

abhi kya hai abhi to har kadam par chot khana hai
magar dil ko tumahre pyar ke kabil banana hai
mujhe ruswaiya mujhe ruswaiya
apni khushi ke sath sehne do
khushi ke sath sehne do pasand aya hai dil mera
to apne pas rehne do mujhe sari khudai agar bura
kehti hai kehne do pasand aya hai dil mera
lyrics of song Pasand Aaya Hai Dil Mera To
Comments on song "Pasand Aaya Hai Dil Mera To"
Riaz Ali on Wednesday, May 04, 2011
Pasand aaya hai dil mera, to apne paas rehne do Mujhe saari khudai gar bura
kehti hai kehne do. An excellent song indeed in typical style of Talat
sahab Thanks for making available for us.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Darbaar (1955)
Asha Bhosle, Madhubala Zaveri, Talat Mahmood, Geeta Dutt, Shamshad BegumAsad BhopaliHansraj Behl
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type