Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Pathron Ke Bane Inn Sheharo Mein - पत्थरों के बने इन शहरों में
saare shehar mein kahin toh koi thikaana hoga
jahaan kisine dil ka kehana maana hoga

pattharo ke bane inn sheharo mein
jaaye shishe ke sapane kaha
jindagi ki tej inn leharon mein
khwaab theharenge apane kahaan
pehne waqt ki janjire
tamannaaye bebas hai saari
hai atal jaise takdire, jindagi inake aage haari
pattharo ke bane inn sheharo mein
jaaye shishe ke sapane kahaan
jindagi ki tej inn leharon mein
khwaab theharenge apane kahaan
pehane waqt ki janjire
tamannaaye bebas hai saari
hai atal jaise takdire, jindagi inake aage haari
pattharo ke bane in sheharo mein,
jaaye shishe ke sapane kaha

koi kise pukaare mile matlab ke log saare
khokali baate jinaki saari
apane bhi hai paraaye magar duniya ki hai ye raay
khud ko dhoke me rakhana hai samajhadaari
pattharo ke bane in sheharo mein
jaaye shishe ke sapane kaha
jindagi ki tej inn leharo mein
khwaab theharenge apane kaha

chaahe jitana ghamand andhere kare
ek kiran tod deti hai yeh guroor
dhundana hoga ghum ke rasto mein
chhup ke baithi wahi khushiya jaroor
khwaabo se khaali aankhe
jo hai har pal sawaali aankhe
jiname rehati hai khudgarji
in aankhon ke nagar mein
bata in jaalimo ke ghar mein
iss jamaane mein, chalegi kya dil ki marji
pattharo ke bane inn sheharo mein
jaaye shishe ke sapane kaha
jindagi ki tej inn leharon mein
khwaab theharenge apane kaha
pehane waqt ki janjirein
tamannaaye bebas hai saari
hai atal jaise takdire, jindagi inke aage haari
pattharo ke bane in sheharo mein
jaaye shishe ke sapane kaha
koi to samjhaaye aise logo ko
jo aksar haalaat pe apne rote hai
chaaron taraf diwaarein hain, to hone do
diwaaro mein darwaaje bhi hote hai
lyrics of song Pathron Ke Bane Inn Sheharo Mein
Comments on song "Pathron Ke Bane Inn Sheharo Mein"
Jatinder Singh on Monday, February 18, 2013
this is my favourite one
in4tunio on Wednesday, September 14, 2011
I like this song too!
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mere Khwabon Mein Jo Aaye (2009)
Randeep Hooda, Raima Sen, Arbaaz Khan, Eka Kumari Singh, Suhasini Mulay, Anjan Srivastava, Juhi Pandey, Neil Bhoopalam, Siddharath Coutto, Ashwini Kalsekar, Shubhi Mehta, Sudipto Balav, Javed Akhtar, Alka Yagnik, Lalit PanditAishwarya, Alka Yagnik, Anushka Manchanda, Clinton Cerejo, Lalit Pandit, Runa Rizvi, Shaan, Shreya GhoshalJaved Akhtar, Renuka Kunzru, Rohit BhatiaLalit Pandit, Siddharath CouttoMadhureeta AnandAjay Bijli, Sanjeev K BijliMere Khwabon Mein Jo Aaye at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type