Video of this song from youtube
Patthar Kaha Gaya - पत्थर कहा गया
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Patthar Kaha Gaya - पत्थर कहा गया
patthar kaha geya kabhi sisha kaha geya
patthar kaha geya kabhi sisha kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar kaha geya kabhi sisha kaha geya

shero me uske husan ko kya kya kaha geya
shero me uske husan ko kya kya kaha geya
badal ko julf phool ko chehra kaha geya
badal ko julf phool ko chehra kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar kaha geya kabhi sisha kaha geya

socho to yh bhi ek kafas hi to hai jise
socho to yh bhi ek kafas hi to hai jise
tehjeeb ki juban me kamra kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar kaha geya kabhi sisha kaha geya

ek baat ?se bahar thi jo use
ek baat ?se bahar thi jo use
kis khubhsurati se tamana kaha geya
kis khubhsurati se tamana kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar ka geyhaa kabhi sisha kaha geya

hairat hai un ki avaj me mahobat kaha geya
hairat hai un ki avaj me mahobat kaha geya
mujh se gunahkar ko apna kaha geya
mujh se gunahkar ko apna kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar ka geyhaa kabhi sisha kaha geya
dil jaisi ek cheej ko kya kya kaha geya
patthar ka geyhaa kabhi sisha kaha geya





Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films