Video of this song from youtube
Pavan Banu Me - पवन बनूँ मैं, तेरे देश जाऊ
thumb coming soon

4.33 - 3 votes
Lyrics of Pavan Banu Me - पवन बनूँ मैं, तेरे देश जाऊ
pawan banu main, tere desh jaau
pawan banu main, tere desh jaau
pawan banu main, tere desh jaau
tere desh aake tujh bin bataye
gale se lagau
pawan banu main, tere desh jaau
pawan banu main, tere desh jaau

kabhi pass baithu, jee bharke dekhu
kabhi ruth ke main, jara dur jaau
kabhi pass baithu, jee bharke dekhu
kabhi ruth ke main, jara dur jaau
kabhi gungunake khamoshi sunau
kabhi gungunake khamoshi sunau
mujhe sath paake tu hans de
to main bhi thoda muskurau
pawan banu main, tere desh jaau
pawan banu main, tere desh jaau
lyrics of song Pavan Banu Me
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films