Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Happy Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Pehle Bharat Me Korawo Pandawo Ka Raj Tha - पहले भारत में कौरवों पांडवो का राज था
pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha
ek rajsinghs hi kondwana durg ka sartaj tha
pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha
ek rajsinghs hi kondwana durg ka sartaj tha
us raja ki gatha ye raju bole aau maja raju
aape re raju mera naam raju my name is raju
bhaiyo aur behno is kodwana durg ka vaibav dekhkar
sataru rajdumketu jal gaye aur sena lekar aakarman kar diya
tab apna rajsingh sachet ho kar is surang marg dwara
sena lekar shatru sena par bijli ki tarah tut pada

vijayi ho ke vapas aa gaya dwaja ka magan ho gaya
durag pe raj is tarha kiya dharti par sawarg la diya
dawar khadi navalnar sajsvar ke
aaha aarti ke bhkat bhare phul war ke
singhasan par lage krishan murti hai
sewa se jan jan me chhayi kirti hai
ho raja bhai bhi par tu hi hai hamara raja
rakhwali yahi chahi kila koi na humne chaha
raja di raja baje re baja mera naam raju my name is raju

us sunder rajsingh ki do pyari raniya thi badi rani nachati
mayuri thi thagad dam thagad dam thagad dam
chhoti rani sangit shokin sargam parvin ni sa pa re sa ga
karke koshan kalam ka khud kavita ko janam de diya
shilpkala ko naresh ne phir jala diya sare desh me
taal ko banake akal ko hataya sara desh anpuran sa banaya
jati dharam majhab ka rog mitaya
aaha ram raj ka mahan gorav laya

chahat se jo tu dekhe kya jarurat hai rishto ki
mere jaise insa ho kya jarurat farishto ki
raja di raja baje re baja aau maja raju mera naam raju
pehle bharat me korwo pandwo ka raj tha
ek rajsinghs hi kondwana durag ka sartaj tha
us raja ki gatha ye raju bole aau maja raju
aape re raju mera naam raju my name is raju mera naam raju
lyrics of song Pehle Bharat Me Korawo Pandawo Ka Raj Tha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aadmi Aur Apsara (1991)
Chiranjeevi, Sridevi, Amrish Puri, Rami ReddyAmit Kumar, Kavita KrishnamurthyIlaiyaraajaJ Om Prakash, K Raghavendra RaoAadmi Aur Apsara at IMDB      Aadmi Aur Apsara at YouTube     |    Aadmi Aur Apsara at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type