Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Pehli Nazar Ka Pehla Pyaar (Female) - पहली नज़र के पहले प्यार ने
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main
tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main
tu mera main teri, main teri saajnaa
saajnaa saajnaa
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya

man mandir me tujhe bitha ke, puja kiye ham
ekm din aah asar layegi, socha kiye ham
har dhadakan har saans hain teri, chaabhi hain teri
tere liye ban gayi re jogan, teri baavri
toh sang neh laga ke haare
chhalkat barsat nain hamaare
tan man pyasa pyasa saajna
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya

prem kahaani ka tu raja aur main rani hu
sare shaam se deeya jalaau, diwaani hu
ham rahte hain kis uljhan me, tujhko kya pata
pyar ki aisi saja milegi, kya tha ye pata
teri baate teri yaade, tanhaai ki ye barsaate
uspe hay ye kaali raat ma
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
teri chahat ko apne man me, basaye baithi hu main
tere dard ko apni dhadkan, banaaye baithi hu main
tu mera main teri main teri saajnaa
saajnaa saajnaa
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
pahli nazar ke pahle pyar ne
kya se kya kar diya
lyrics of song Pehli Nazar Ka Pehla Pyaar (Female)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Pehli Nazar Ka Pehla Pyar (2002)
Nagarjuna, Shriya Saran, Gracy Singh, Prabhu Deva, Sophiya HaqueUdit Narayan, Pamela Jain, Sonu NigamR.P. PatnaikDasharathSuresh G. SethPehli Nazar Ka Pehla Pyar at IMDB      Pehli Nazar Ka Pehla Pyar at YouTube     |    Pehli Nazar Ka Pehla Pyar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type