Video of this song from youtube
Advertisement
Phir Kahi Door Se - फिर कहीं दूर से, एक बार सदा दो मुझको
thumb coming soon

3.50 - 4 votes
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Phir Kahi Door Se - फिर कहीं दूर से, एक बार सदा दो मुझको
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko

meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko

tum to suraj ho tumhe, meri jarurat kiya hai

main deeya hu, kisi chaukhat pe jala do mujhko
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko

ek ghutan si hai fiza me, ke sulagta hu main

jal uthunga kabhi, daman ki hawa do mujhko
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko

main samandar hu, khamoshi meri majburi hai

de sako to kisi, tufa ki dua do mujhko
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko

phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko
meri tanhai ka ehsaas dila do mujhko
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko
phir kahin dur se, ek baar sada do mujhko
lyrics of song Phir Kahi Door Se
Comments on song "Phir Kahi Door Se"
Alok Shad on Sunday, June 14, 2015
lata ji ki awaaj me ye jaadu hai ki kahi door se aane par tarotaaza ho
jata hu..
Devanshi Rana on Tuesday, January 13, 2015
hats off to u lata ji..
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement