Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Phirte Ho Mare Mare

Video of this song from youtube
Average Rating : 4.33
Total Vote(s) : 3
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Phirte Ho Mare Mare - फिरते हो मारे मारे
phirte ho maare maare hai nhi sahara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara

chamka huaa hai apni taqdeer ka sahara
chamka huaa hai apni taqdeer ka sahara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara

hosh mai dur ho tum kitna magrur ho tum
are deewanon jara han inko pahchano jara han
aaya hai aisha nasha kuchh nhi tumko pta
kuchh nhi ,tum ko pta tumko pta tumko pta
han chhaya hai aisa nasha kuchh nhi tumko pta
dil kahi tum ho kahi lupt ho prem mahur
ye koun hai to dekho gulkhhan ke bagaira
ye koun hai to dekho gulkhhan ke bagaira
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aa...aa...

bat jo tumne kahi chalo aisa he sahi
ham to deewane bhi hai or parwaane bhi hai
ham tumhe jan gye , khub pahchan gye
ek haseen roop ho tum tajgi phool ho tum
tum ye bhi jante ho ,kisne tumhe sambhara
tum ye bhi jante ho ,kisne tumhe sambhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aa.. aa..

ham to talwar bhi ho phool bhi chaar bhi ho
fasle aao jra chhayegi gam ki ghata
fir ye halat kahan ye hasin raat kahan
ye haseen raat kahan ,rat kahan rat kahan
han
fir ye halat kahan ye hasin raat kahan
ye haseen raat kahan ek pal ki hai khushi
gam mai badlegi abhi
duniyan mai aadmi ko kaafi ek ishara
duniyan mai aadmi ko kaafi ek ishara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aa..aa..

tum ho talwaar agar ham bhi rakhte hai jigar
taron ki chhawn tale aao lag jaye gale
din ho ya rat rahe yad jo bat rahe
mout se darte nhi marke bhi marte nhi
apni nigahon mai ho tufaan mai bhi kinara
apni nigahon mai ho tufaan mai bhi kinara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
ham kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
aji kyun tumhe btaye kya nam hai hamara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
aji rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara
rahte ho kis gali mai kya nam hai tumhara

lyrics of song Phirte Ho Mare Mare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Noor Mahal (1965)
Jagdeep, Chitra, Lalita Desai, Madhumaliti, TiwariMohamed Rafi, Manna Dey, Suresh Rajvanshi, Kamal Barot, Krishna Kale, Suman KalyanpurSaba Afgani, A. Gazi, NoorJani Babu Quawal, Sonik OmiNashir EngineerNoor Mahal at IMDB      Noor Mahal at YouTube     |    Noor Mahal at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type