Lyrics of Phulo Tumhe Pata Hai Man Kyo Khila Khila Hai - फूलो तुम्हें पता है मन क्यूँ खिला खिला है
phulo tumhe pata hai man kyu khila khila hai
mera bhed ye kisi se na kahna
kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe
pata hai man kyu khila khila hai
mera bhed ye kisi se na kahna kisi se na kahna kisi se na kahna
phulo tumhe pata hai
har sham hai sinduri har dil lage suhana
jab se dil ne mana unko to apna rang
tumhe pata hai man kyu kyu ranga ranga hai
mera bhed ye kisi se na kahna
kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai
kayi bar ye hua hai jab samne wo aaye
kuch bhi kah na paye jhuk gaye naina
maine tumhe pata manmeet wo mera hai
mera bhed ye kisi se na kahna
kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai
maestro bappi lahiri's classic.all the songs in this movie are
good.excellent use of flute and violins.truly the genius composer had the
creativity.he will be remembered for these gems for along long time.