Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.94 - 223 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Phulwa Band Mehke - फुलवा बंद महकें
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa
bhanwara kare phere mohe ghere hariyali
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa

chupke se jane ye kaisi rut aayi
darpan me mukh dekha aur main sharmayi
aur main sharmayi
raj ke gaya bachpan bhayi ankhiya matwali
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa

chham chham ho payal ho ghayal dilwale
phir bhi nahi mane nahi mane matwale
nahi mane matwale
komal tan lachke jo champe ki daali
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa

na main gawaliniya na mohan ki radhe
phir kyu nit kaano me bansuriya baaje
bagiya lahrayi kare kaise rakhwali
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa
bhanwara kare phere mohe ghere hariyali
phulwa band mehke
dekho lahke daali daali phulwa
lyrics of song Phulwa Band Mehke
Comments on song "Phulwa Band Mehke"
Indu Puri on Tuesday, June 18, 2013
chupke se jaane ye kaisi ritu aayee darpan mein mukh dekha aur main
sharmayee aur main sharmayee saj ke gaya bachpan bhayi ankhiyan matwaali
phulwaa band mehke dekho lehke daali daali, phulwaa chhamchham hon paayal
hon ghaayal dilwaale phir bhi nahin maanen nahin maanen matwaale nahin
maanen matwaale komal tan lachke jyun champe ki daali phulwaa band mehke
dekho leheke daali daali, phulwaa.waah
Priya MyMusicalHeaven on Tuesday, May 20, 2014
This Geeta Dutt-Suman Kalyanpur musical-gem is one of the most fragrant and
melodious ones, and is very sweet. Credit also goes to the other two master
artistes, Shailendra and Hemant Kumar, for beautiful lyrics and music
respectively. Thanks for having uploaded it. Glad to listen to it again
today.
Indu Puri on Tuesday, June 18, 2013
na main gwaalaniya na Mohan ki Raadhey phir kyun nit kaanon mein baansuriya
baajey baansuriya baajey bagiya lehraaye karey kaise rakhwaalee phulwaa
band mehke dekho lehke daali daali, phulwaa bhanwara karey phere mohe ghere
hariyaali phulwaa band mehke dekho lehke daali daali, phulwaa
Jagjit Singh Ishar on Sunday, December 30, 2012
Excellent melody sweet composition of Hemant Kumar. Listening after a long
spell, thanks for bringing back the childhood memories. Excellent upload on
your channel.
Dee Thakore on Friday, March 26, 2010
I have heard this song in radio days and now...it so fresh in my
mind...like Fagun month... Both ladies are singing with utmost dignity and
professionalism.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Hum Bhi Insaan Hain (1959)
Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Suman Kalyanpur, Shamshad BegumShailendraHemant KumarHum Bhi Insaan Hain at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type