Video of this song from youtube
Lyrics of Pinaa Zaruri Hai Jine Ke Liye - पीना ज़रूरी हैं जीने के लिए
jeena jaruri hai jeene ke liye peena jaruri hai
peene ke liye jeena
khiar hum to sharab peete hai jo nahi peete khak jeete hai

hey jeena jaruri hai
jeena jaruri hai
jeene ke liye peena peena, peena jaruri hai
peene ki liye jeena jeena tauba jeena jaruri hai
ae jeene ke liye peena peena, peena jaruri hai
peene ki liye jeena jeena, tauba jeena jaruri hai

hum ko to bas kaam hai apne hi kaam se
kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se
kabhi pee li botal se kabhi pee li jaam se
farq nahi padta koi dil ko kisi naam se
lekin ik hasina jaruri hai
jeene ke liye peena peena, peena jaruri hai

ha ha bewajah nahi gussa janab ka
naam hai bada bura is khanakharab ka
naam hai bada bura is khanakharab ka
accha nahi peena har mausam me sharab ka
sawan ka mahina jaruri hai
peene ki liye jeena jeena, jeena jaruri hai

tutte hai shaq se rishte dil-o-jaan ke
sacche pyar ko jo chhod de jhutha pyar maan ke
sacche pyar ko jo chhod de jhutha pyar maan ke
kahte hai ki chehre pe aise insaan ke
sharm ka pasina jaruri hai
jeene ke liye peena peena, ha ha peena jaruri hai
peene ki liye jeena jeena tauba jeena jaruri hai
lyrics of song Pinaa Zaruri Hai Jine Ke Liye
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Chacha Bhatija (1977)
Dharmendra, Hema Malini, Randhir Kapoor, Yogita Bali, Rehman, Jeevan, Anwar Hussan, Indrani Mukherjee, Bhagwan, Durga Khote, Roopesh Kumar, Moolchand, Keshto Mukherjee, Tun Tun, Dev KumarLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Shailendra SinghAnand BakshiLaxmikant, PyarelalManmohan DesaiBaldev Pushkarna, M M MalhotraChacha Bhatija at IMDB      Chacha Bhatija at WikipediaChacha Bhatija at YouTube     |    Chacha Bhatija at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type