Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane - पीने पिलाने के सब हैं बहाने
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane - पीने पिलाने के सब हैं बहाने
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
kaha ki mohabbat kaha ke fasaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
sab hain bahaane
sab hain bahaane

khushi me bhi pi hai to gam me bhi pi hai
khushi me bhi pi hai
khushi me bhi pi hai to gam me bhi pi hai
hai masti bhare ye mahke paimaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane

kisi ne mujhe mast nazro se dekha
kisi ne mujhe
kisi ne mujhe mast nazro se dekha
qadam khud ba khud ab lage dagmagane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane

sataaye na humko kabhi yaad-e-maazi
sataaye na humko
sataaye na humko kabhi yaad-e-maazi
chalo bhul jaaye wo guzre zamaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane

chalo ab to gumanaam is mayakade se
chalo ab to gumanaam
chalo ab to gumanaam is mayakade se
tumhe dafn karne hai sab gam puraane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
kaha ki mohabbat kaha ke fasaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
pine pilaane ke sab hain bahaane
sab hain bahaane
sab hain bahaane
lyrics of song Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane
Comments on song "Pine Pilaane Ke Sab Hain Bahaane"
Pawan Sehgal on Saturday, July 19, 2014
Waha .Waha...
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement