Video of this song from youtube
Piya Aaja O Piya (Sad) - मेरे प्यार की प्यास पुकारे, जन्मो की आस पुकारे
thumb coming soon
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Piya Aaja O Piya (Sad) - मेरे प्यार की प्यास पुकारे, जन्मो की आस पुकारे
mere pyar ki pyas pukaare, janmo ki aas pukare
aaja saavan banke aaja
aaja saavan banke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja

jab tak saanse ruk na jaye, tab tak saath hamara
tab tak saath hamara
jaan se badhkar mujhko pyara, naajuk haath tumhara
naajuk haath tumhara
main hun teri ik parchhai, main hun teri ik parchhai
aaja darpan banke aaja
aaja darpan banke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
mere pyar ki pyas pukaare, janmo ki aas pukare
aaja saavan banke aaja
aaja saavan banke aaja
piya aaja o piya aaja
piya aaja o piya aaja
lyrics of song Piya Aaja O Piya (Sad)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films