Video of this song from youtube
Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana - पिया मिलन को जाना हां पिया मिलन को जाना
Lyrics of Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana - पिया मिलन को जाना हां पिया मिलन को जाना
piya milan ko jana ha piya milan ko jana
jag ki laj man ki mauj dono ko nibhana
piya milan ko jana ha piya milan ko jana
kante bikhara ke chalu pani dhalaka ke chalu
kante bikhara ke chalu pani dhalaka ke chalu
sukh ke liye sikh rakhu
sukh ke liye sikh rakhu
pehale dukh uthana, piya milan ko jana

payal ko bandh ke, payal ko bandh ke
payal ko bandh ke, payal ko bandh ke
payal ko bandh ke payal ko bandh ke
uthi chubh nag ke payal ko bandh ke
dhire dhire dabe dabe pavo ko badhana
piya milan ko jana

bujhe diye andheri rat, aankho par dono hath
bujhe diye andheri rat, aankho par dono hath
kaise kate kathin bat, kaise kate kathin bat
chal ke aaj mana, piya milan ko jana
ha piya milan ko jana jana, piya milan ko jana jana
piya milan ko jana, ha piya milan ko jana
lyrics of song Piya Milan Ko Jana Ha Piya Milan Ko Jana
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films