Video of this song from youtube
Preet Ki Dori Saiya Tujh Sang Baandhi - प्रीत की डोरी सैया तुझ संग बाँधी
Lyrics of Preet Ki Dori Saiya Tujh Sang Baandhi - प्रीत की डोरी सैया तुझ संग बाँधी
prit ki dori prit ki dori saiya tujh sang bandhi
tujh sang bandhi
prit ki dori prit ki dori saiya tujh sang bandhi
tujh sang bandhi ab kya barkha ab ka andhi
tujh sang bandhi dori tujh sang bandhi

sat janam ka sath hai sajan sat janam ka sath hai sajan
ye do din ki bat nahi hai
sans ke rahte tut sake jo sans ke rahte tut sake jo
aisa apna sath nahi hai
prit ki dori prit ki dori saiya tujh sang bandhi
tujh sang bandhi

kangan to hai tan ka bandhan
kangan to hai tan ka bandhan
man ka bandhan prit ki dori
tod na paye ye jagwale tod na paye ye jagwale
chor na kare paye ye chori
prit ki dori saiya tujh sang bandhi tujh sang bandhi
ab kya barkha ab ka andhi
tujh sang bandhi dori tujh sang bandhi
lyrics of song Preet Ki Dori Saiya Tujh Sang Baandhi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films