Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Preet Nibhani Balma Tum Kya Jano - प्रीत निभानी बालमा तुम क्या जानो
preet nibhani balma tum kya jano
sajna tum kya jano
preet nibhani balma tum kya jano
sajna tum kya jano

dali dali koyal kali geet gaye
kahe aise me chanchal dil machal jaye
rut hai suhani balma
balma tum kya jano
sajna tum kya jano
preet nibhani balma tum kya jano
sajna tum kya jano

ghire badri rain kajri dara jaye
akelapan mujhpe bijli gira jaye
dil ki kahani balma
balma tum kya jano
sajna tum kya jano
preet nibhani balma tum kya jano
sajna tum kya jano

meri aankhe kab se machle jharokho me
jiyu kaise tere sapno ke dhokho me
ankhiya diwani balma
balma tum kya jano
sajna tum kya jano
lyrics of song Preet Nibhani Balma Tum Kya Jano
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sanskar (1952)
Ishwar Lal, Mumtaz, Shanti Lal, Pran, Veera, Shashi Kapoor, Purnima Razi, Murad, Sapru, RaziLata Mangeshkar, Hridayanath Mangeshkar, Talat Mahmood, MeenaShailendraRoshanV M VyasSanskar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type