Video of this song from youtube
Prem Ka Nata Chhuta - प्रेम का नाता छूटा
thumb coming soon

4.89 - 9 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Prem Ka Nata Chhuta - प्रेम का नाता छूटा
prem kaa naata chhuta
prem kaa naata chhuta
naata chhuta prem naa chhuta
naata chhuta prem naa chhuta
baat kaa palan tuta
prem kaa naata chhuta
prem kaa naata chhuta

nem-dharam se bol re gyaani bol
nem-dharam se bol re gyaani bol
kya saccha kya jhutha

baat kaa palan tuta
prem kaa naata chhuta
prem kaa naata chhuta

aapni sej ki shobha
aapni sej ki shobha
mannkaa dhiraj luta
kaise kate niraash me jiwan
kaise kate niraash me jiwan
har ek sahaara chhuta

baat kaa palan tuta
prem kaa naata chhuta
prem kaa naata chhuta
lyrics of song Prem Ka Nata Chhuta
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films