Video of this song from youtube
Prem Ki To Jhuthi Maaya - प्रेम की तो झूठी माया
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Prem Ki To Jhuthi Maaya - प्रेम की तो झूठी माया
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya

is duniya ki jhuthi rasme
jhuthe waade jhuthi kasme
prem ko koi samjh na paya
apna kaha jise vo tha paraya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya

patthar dil hai duniywaale
koi na dekhe man ke chhale
meet samjh ke jiski pukaara
usi ne man ka deep bujhaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
kisi ne khoya kisi ne paaya
prem ki to hai jhuthi maaya
prem ki to hai jhuthi maaya
lyrics of song Prem Ki To Jhuthi Maaya
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films