Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Priya Ek Baar Mann Mandir Me - प्रिय एक बार मन मंदिर में
priye ek bar man mandir me
rumjhum rumjhum karti aana
priye ek bar man mandir me
rumjhum rumjhum karti aana
dhire dhire haule haule
tum tal me pag dharti aana
tum tal me pag dharti aana
priye ek bar man mandir me
saj kar solah singar
saj kar solah singar
madhur kohnupur ki jhankar
madhur kohnupur ki jhankar
aisi dhun ho mithi mithi
aisi dhun ho mithi mithi
na chhute sansar sara
na chhute sansar sara

tum bhi na ke taro me
jhankar madhur bharti lana
jhankar madhur bharti lana
tum aag bhujhane antar ki
nayno se ami ras barsana
priye ek bar man mandir me
dhire dhire man kutiya me
jab andhkar chha jata hai
jab andhkar chha jata hai
us andhkar me madhur madhur
koi dil ke tar bajata hai
koi dil ke tar bajata hai
tum bhi upwan ke pushp ki
priye madhur gandh harti lana
priye madhur gandh harti lana
aur andhkar hai kutiya me
to tum parkash karti aana
priye ek bar man mandir me
rumjhum rumjhum karti aana
priye ek bar man mandir me
lyrics of song Priya Ek Baar Mann Mandir Me
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Mera Geet (1946)
MukriMohammed RafiRamesh GuptaBal Mukund, Geeta Varma, Shankar Rao Vyas, Ghulam Miyan, ReejramMera Geet at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type