Video of this song from youtube
Lyrics of Pucha Jo Pyar Kya Hai, Sharma Ke Maar Dala - पूछा जो प्यार क्या है, शर्मा के मार डाला
ghabrake mar dala pucha jo pyar kya hai
shramake mar dala tirchi najar se dekha
ghabrake mar dala pucha jo pyar kya hai
shramake mar dala tirchi najar se dekha
pucha jo pyar kya hai shramake mar dala
tirchi najar se dekha ghabrake mar dala

aashik hai hum tumhare baitho to pas aake
yu lo na jan hamari pahlu se dur jake
humko teri najar ka mil jaye agar ishara
apni bhi jindagi ka
pucha jo pyar kya hai shramake mar dala
tirchi najar se dekha ghabrake mar dala

ye sochta hu tum jo aati na jidagi me
bekar jinagi thi rakha tha kya khushi me
dunia ki har khushi to
kya shey ho tum jara koi puche to hamse
pucha jo pyar kya hai shramake mar dala
tirchi najar se dekha ghabrake mar dala

dekho na berukhi se ghabrake mar na jaye
hum dar rahe hai khud se kuch khake mar na jaye
jo humse hai mohabbat badhke gale lagalo
sacha hai pyar apna chaho to azmalo
pucha jo pyar kya hai shramake mar dala
tirchi najar se dekha ghabrake mar dala
pucha jo pyar kya hai shramake mar dala
tirchi najar se dekha ghabrake mar dala
lyrics of song Pucha Jo Pyar Kya Hai, Sharma Ke Maar Dala
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Eent Ka Jawab Patthar (1982)
Adil Aman, Neeta Mehta, Premnath, Om Parkesh, Ajit, Amjad KhanAsha Bhosle, Kishore Kumar, Preeti Sagar, Dilraj Kaur, Ranu MukherjeeNaqsh LyallpuriShankar JaikishanPachhiPachhiEent Ka Jawab Patthar at IMDB      Eent Ka Jawab Patthar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type