Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Pyaar Ka Deewana Hu Mai Yaaro (Version 1)
yaaro
re re r
pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro
pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro
mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai
pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro
mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai

pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro

gaata rha gungunata rha
dil ki lagi ye tarane
tera naam leke jaha sath cheda
huve log mere deewane

mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai

pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro

khawabo mein tu hai
khayalo mein tu
aakho mein tera nazara
meri jaan tune
teri aarzoo ne
meri zindagi ko sawara

mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai

pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro

mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai

pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro

banke kabhi tu sunheri kiran
meri nazar mein khilegi

banke kabhi tu sunheri kiran
meri nazar mein khilegi
wafa ke baroshe
wafa ke sahara
mujhe apni manjil milegi

pyar ka deewana hu main yaaro
yaar ka deewana hu main yaaro

mujhse pucho pyar kya hai
mujse pucho yaar kya hai
meri saja pyar hai pyar hai
mera khuda pyar hai pyar hai

meri saja pyar hai
mera khuda pyar hai pyar hai
meri saja pyar hai pyar hai
mera khuda pyar hai pyar hai
lyrics of song Pyaar Ka Deewana Hu Mai Yaaro (Version 1)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Jeena Hai Pyar Mein (1983)
Tariq Shah, Shoma Anand, Kamal Mehra, Suresh Oberoi, Prema NarayanKrishna NaiduS A GandhiJeena Hai Pyar Mein at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type