Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Gracy Singh
Video of this song from youtube
Lyrics of Pyar Hua Hai - प्यार हुआ है
pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
ajab si khushi hai, ajab bekhudi hai
nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava

pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
ajab si khushi hai, ajab bekhudi hai
nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava

roshni hi roshni hai aaj meri raaho me
bhige dil ke mausam saare
aake meri baaho me
ho gayi hai hasin kis kadar jindgi
mil gayi hai hume manjile pyaar ki
naya khwaab hai ye naya silsila hai
badi mushkilo se ye mauka mila hai sanam
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai

ha lag rahi hai sari duniya, kis kadar mastaani si
kho raha hai ho rahi hai, dhadkane diwaani si
ye mujhe kya hua, kya hua kya pata
chha raha hai mujhe, ajnabi sa nasha
kahin mar na jaaun main khushiyon se milke
chalo pure kar le sab armaan dil ke sanam
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
pyaar hua hai tumse dil mera kah raha hai
khwaaisho me duba har lamha jal raha hai
ajab si khushi hai, ajab bekhudi hai
nigaho me thehri teri aashiki hai sanam
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
saanso me tufa tufa hai rava
lyrics of song Pyar Hua Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Milta Hai Chance By Chance (2011)
Gracy Singh, Aslam Khan, Vishal Kaushik, Sana Govil, Reshma Modi, Mahesh Thakur, Naina Jolly, Seema Bedi, Jawahar Jairath, Tiku TalsaniaRamesh ModiJawahar Lal BafnaMilta Hai Chance By Chance at IMDB      Milta Hai Chance By Chance at WikipediaMilta Hai Chance By Chance at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type