Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Pyar Insan Ko Insan Bana Deta Ha - प्यार इंसान को इंसान बना देता है
dil se duniya ke har ek gam ko mita deta hai
pyar insan ko insan bana deta hai
pyar insan ko insan bana deta hai
dil se duniya ke har ek gam ko mita deta hai
pyar insan ko insan bana deta hai

pyar jab tak na mila tha mujhko
sari duniya se gila tha mujhko
pyar jab tak na mila tha mujhko
sari duniya se gila tha mujhko
fir mere dil ko tera pyar mila
dhup me saya ae diwar mila
dhang jine ka har ek dil ko dikha deta hai
pyar insan ko insan bana deta hai
pyar insan ko insan bana deta hai

kya kahun pyar ki lajat kya hai
puchhiye mujh se mohabbat kya hai
kya kahun pyar ki lajat kya hai
puchhiye mujh se mohabbt kya hai
ye wo khushbu hai jo sanso me rache
git ban kar kabhi hontho pe saje
nigaho me khila deta hai inko
pyar insan ko insan bana deta hai
lyrics of song Pyar Insan Ko Insan Bana Deta Ha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shola Jo Bhadke (1961)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Yusuf Azad Qawwal PartySaba AfghaniNisarShola Jo Bhadke at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type