Video of this song from youtube
Advertisement
Pyar Jeevan Bhar Ka - प्यार जीवन भर का
thumb coming soon

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Pyar Jeevan Bhar Ka - प्यार जीवन भर का
jis shakh par mera gharonda tha
wo shakh tut ke bikhar gayi
har tinka jalkar khak hua
aur khak bhi jane kidhar gayi
jab dil ki basti ujad gayi
jab dil ki basti ujad gayi
ye duniya ek virana hai
kabhi aankh me aansu ubhre to
kabhi aankh me aansu ubhre to
palko me use chhupana hai
pyar jivan bhar ka bandhan hai
bandhan hai bandhan hai bandhan hai

jab swarthi ban gaye apne hi
apno pe bharosa tut gaya
taqdeer ne aisi karwat li
gharbar bhi humse chhut gaya
aise me dard ke maro ka
aise me dard ke maro ka
na jane kahan thikana hai
kabhi aankh me aansu ubhre to
kabhi aankh me aansu ubhre to
palko me use chhupana hai
pyar jivan bhar ka bandhan hai
bandhan hai bandhan hai bandhan hai
lyrics of song Pyar Jeevan Bhar Ka
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement