Video of this song from youtube
Uri Uri Baba (Pyar Kiya Hamne Kiya Kya Bura Kiya) - उडी उडी बाबा
Lyrics of Uri Uri Baba (Pyar Kiya Hamne Kiya Kya Bura Kiya) - उडी उडी बाबा
uri uri baba, uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba

sara jahan dekhe magar
kyu hamse aankhe churaye
aankhe meri kehti hai kya
tujhko samajh me na aaye haye
sara jahan dekhe magar
kyu hamse aankhe churaye
aankhe meri kehti hai kya
tujhko samajh me na aaye
pyar na kiya to sanam, jee ke kya kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba

duniya to kya ab maut ka
kuch dar hai mujhko nahi
ab to jaha tu sath hai
jeena hai mujhko wahi
duniya to kya ab maut ka
kuch dar hai mujhko nahi
ab to jaha tu sath hai
jeena hai mujhko wahi
sath agar tu nahi to zindagi me kya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
pyar kiya hamne kiya, kya bura kiya
kaun hai wo jisne, yaha pyar na kiya
uri uri baba, uri uri baba
uri uri baba, baba
lyrics of song Uri Uri Baba (Pyar Kiya Hamne Kiya Kya Bura Kiya)
Comments on song "Uri Uri Baba (Pyar Kiya Hamne Kiya Kya Bura Kiya)"
krishnan on Monday, November 05, 2012
An excellent song from Bappida &usha uthup.Rhythm of this song is slightly
inspired from Pino Donaggio's background score from the movie scirocco.
Justin John on Monday, July 16, 2012
Don't know why this song has stayed in my mind for so many years
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films