Video of this song from youtube
Advertisement
Raas Leela Prem Leela - रास लीला प्रेम लीला
thumb coming soon

3.60 - 15 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Raas Leela Prem Leela - रास लीला प्रेम लीला
raas leela prem leela
raas leela chal rahi hain
kaam aur rati me
yug yugantar se nirantar
ek swar ek gati me
raas leela chal rahi hain
kaam aur rati me
yug yugantar se nirantar
ek swar ek gati me
raas leela prem leela

uchit ke anuchit
div se ke rajni
preet me premi bhule
uchit ke anuchit
div se ke rajni
preet me premi bhule
hriday bhi humdam chahe keval
sukh ki seema chhule
sukh ki seema chhule
raas leela chal rahi hain
kaam aur rati me
yug yugantar se nirantar
ek swar ek gati me
raas leela prem leela

angin chunban madhu aalingan
aur nikat le aate
angin chunban madhu aalingan
aur nikat le aate
jitna khote ek duje me
utna hi sukh pate
utna hi sukh pate
raas leela chal rahi hain
kaam aur rati me
yug yugantar se nirantar
ek swar ek gati me
raas leela prem leela

lyrics of song Raas Leela Prem Leela
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement