Video of this song from youtube
Raat Kaise Kati Bata Na Sake - रात कैसे कटी बता ना सके
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Raat Kaise Kati Bata Na Sake - रात कैसे कटी बता ना सके
raat kaise kati bata na sake
raat kaise kati bata na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
raat kaise kati bata na sake

aag aisi lagi dhua na utha
aag aisi lagi dhua na utha
aah tak bhi juba pe la na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
raat kaise kati bata na sake

sari duniya ko chhod aaye magar
sari duniya ko chhod aaye magar
tere kadmo se uth ke ja na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
raat kaise kati bata na sake

aise taake to kya kare koi
aise taake to kya kare koi
aaj tak hosh me hum aa na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
haale dil bhi unhe suna na sake
raat kaise kati bata na sake
lyrics of song Raat Kaise Kati Bata Na Sake
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films