Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Raat Muskurati Hai Dhadkane Jagati Hai - रात मुस्कुराती है धड़कने जगाती हैं
raat muskurati hai
raat muskurati hia, dhadkane jagati hain
aao paas aa jaao
aao paas aa jaao
raat muskurati hia, dhadkane jagati hain
aao paas aa jaao
aao paas aa jaao

aarju bulati hain, aarju bulati hain
gam se jaan jati hain
o o aao paas aa jaao
raat muskurati hia, dhadkane jagati hain
aao paas aa jaao

jaam hain surahi hain, phul hain shikar hain
aaj subah hone tak do jaha hamar hain
aaj subah hon etak do jaha hamar hain
har adaa bulati hain

badnasib aankho me aansuo ki dhare hain
tumane dil ki baji me, do jahan hare hain
bebasi bulati hain
raat muskurati hia, dhadkane jagati hain
aao paas aa jaao
aao paas aa jaao

meri shakh payal me aisa kya tarana hain
mere pyaar ke ab dhun gam bhara fasana hain
meri mast aankho me husan ka khajana hain
meri zindagi ka gha maut ka bahana hain
aap dub jati hain
raat muskurati hia, dhadkane jagati hain
aao paas aa jaao
aao paas aa jaao
lyrics of song Raat Muskurati Hai Dhadkane Jagati Hai
Comments on song "Raat Muskurati Hai Dhadkane Jagati Hai"
TheDeepakp on Sunday, February 23, 2014
Film cast: Motilal, Shyama, Paro, Dada Mirasi, Shyam Kumar
Singer: Asha Bhosle, Geeta Dutt, Khan Mastana, S. Balbir
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Vasant Ramchandra
Film Director: Dutta Dharamadhikari
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Savdhan (1954)
Motilal, Shyama, Paro, Dada Mirasi, Shyam KumarAsha Bhosle, Geeta Dutt, Khan Mastana, S. BalbirSahir LudhianviVasant RamchandraDutta DharamadhikariSavdhan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type