rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara
tufano ke bich desh ka tu hi hai dhurvtara
tu aazadi ki kashti ka keval ek sahara
andhiyari raho par tune
andhiyari raho par tune
chalkar yahi pukara, dur nahi ujiyara
zalim ki hasti ko tune
aage bhad dhitkara
teri kurbani ne soye viro ko lalkara
sun lo sadiya yaad karegi
sun lo sadiya yaad karegi
tera zohar pyara, dur nahi ujiyara
rat zulm ki kat jayegi
bhagega andhiyara, dur nahi ujiyara
dur nahi ujiyara
amar shahid chita par teri
laga rahega mela
tune apne khun se likha
ye itihash sunhara
ye itihash sunhara
gaye firangi ab leharaya
ye arman tumhara, aaj hua ujiyara
vandematram vandematram
vandematram vandematram
Film cast: Shivaji Ganesan, Padmini, B M Vyas, Gemini Ganeshan, Ragini
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey, Suman Kalyanpur, Sudha
Malhotra, Usha Mangeshkar
Lyricist: Arjun
Music Director: Jamal Sen
Film Director: B R Panthalu