Video of this song from youtube
Rahi Hu Mai (Part - Li) - राही हूँ मैं
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Rahi Hu Mai (Part - Li) - राही हूँ मैं
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil
humsafar hai hum to gum kaha
humsafar hai hum to gum kaha
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil

mana muskil safar hai
jana jane kidhar hai
rahe apni nayi hai
dusman apne kayi hai
dusmano ka dar kise yaha
hamsafar hai hum to gum kaha
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil

mausam badle hawaye
chhaye ghum ki ghataye
sanse kahi thak na jaye
rahi kahi ruk na jaye
hum rukenge dam rukega jaha
humsafar hai hum to gum kaha
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil
humsafar hai hum to ghum kaha
humsafar hai hum to ghum kaha
rahi hu main kaha meri manzil
kabhi kahi bichhade na do dil
Comments on song "Rahi Hu Mai (Part - Li)"
Davidson Udoka on Wednesday, March 19, 2014
Nice song... a blast from the past.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films