Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Rakasa Hu Mai Par - रकासा हूँ मैं पर
rakasa hu main par rakasa nahi hu
nahi hu nahi hu nahi hu nahi hu
rakasa hu main par rakasa nahi hu
tamasha to hu par tamasha nahi hu
logo ki khidmad ka hai saikh mujhko
magar rang tamsho ka hai saukh unko
to gaa gaa ke unke karib aa rahi hu
to gaa gaa ke unke karib aa rahi hu
kyu sewa mein unki badhi ja rahi hu
rakasa hu main par rakasa nahi hu
tamasha to hu par tamasha nahi hu

mujhe nach nachni hai aise maje ke
jinhe dekh lo hu hardy to jad ke
magar dhadakno mein buraai naa hogi
magar dhadakno mein buraai naa hogi
kala ki kabhi jag hansaai naa hogi
rakasa hu main par rakasa nahi hu
tamasha to hu par tamasha nahi hu

nange badan se kala ka janaja
na mujhse uthenga
daulat ke khatir jo apna
tan beche koi aur hoga
dhanke mere jab chalan ke bajenge
kahungi main jab sunne lagenge
jo hansungi main log hansne lagenge
nachungi main log nacjne lagenge
to aise main ek nayi aawaj dungi
logo ko apne vishwas dungi
mahanat karo aur chalan apna rakho
rakasa jab rakhti hai to tum kyo na rakho
tum kyo na rakho tum kyo na rakho
lyrics of song Rakasa Hu Mai Par
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Phool Aur Insaan (1976)
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Amit Kumar, MeenakshiKartar Singh, Kumari Arsh DalawariSurender KohliPhool Aur Insaan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type