Video of this song from youtube
Advertisement
Rakhi Ka Din Aaya (Sahara) - राखी का दिन आया
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Rakhi Ka Din Aaya (Sahara) - राखी का दिन आया
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya

resham ki rakhiya banwau
chandi ki dori se sajau
resham ki rakhiya banwau
chandi ki dori se sajau
apne bhaiya ke sur me gaau
apne bhaiya ke sur me gaau
khelu kudu mauj udau
apne bhaiya ke sur me gaau
khelu kudu mauj udau
sun ri sakhi ye shubh din aakar
kaisa sandesha laya
sun ri sakhi ye shubh din aakar
kaisa sandesha laya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya

ye rakhiya jab maine baandhi
ye rakhiya jab maine baandhi
bhaiya denge sona chandi
bhaiya denge sona chandi
pag pag phir naachungi main
sama suhana aaya
pag pag phir naachungi main
sama suhana aaya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya

resham ki rakhiya banwau
chandi ki dori se sajau
resham ki rakhiya banwau
chandi ki dori se sajau
apne bhaiya ke sur me gaau
apne bhaiya ke sur me gaau
khelu kudu mauj udau
apne bhaiya ke sur me gaau
khelu kudu mauj udau
sun ri sakhi ye shubh din aakar
kaisa sandesha laya
sun ri sakhi ye shubh din aakar
kaisa sandesha laya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya
rakhi ka din aaya
sajni rakhi ka din aaya
lyrics of song Rakhi Ka Din Aaya (Sahara)
Comments on song "Rakhi Ka Din Aaya (Sahara)"
TheDeepakp on Friday, September 11, 2015
Film cast: Narang, Renuka Devi, Sharda, Razia, Meena, Pran
Lyricist: Qamar Jalalabadi, M.S. Sehrai, Swami Ramanand Saraswati, Nazim
Panipati
Music Director: Govind Ram
Film Director: J P Advani
rumahale on Sunday, August 30, 2015
Thank you for this rarest of the rare song on the auspicious occasion.
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement