Video of this song from youtube
Advertisement
Rangeen - रंगीन हैं तू रंगों से भी ज्यादा
thumb coming soon
Rangeen
3.00 - 1 votes
SingerAli Zafar Music byAli Zafar LyricistAli Zafar Actor Category MovieHuqa Pani (Album) (2003)
Lyrics of Rangeen - रंगीन हैं तू रंगों से भी ज्यादा
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina laage na mora jiya
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina laage na mora jiya
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada

hansti hai to aankhon se
masti hai chhalakhti
hansti hai to aankhon se
masti hai chhalakhti
honthon pe malhaar hai
gaalon pe singhar hai
teri tarah to koi aur nahin lagti
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina laage na mora jiya
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada

mera ak sapna, ho ghar ek apna
mera ak sapna, ho ghar ek apna
chhaiye ho bahar jahaan
na ho intezar jahaan
meri kahani tere saath meri jaani
meri jaan tu hasin subse zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina laage na mora jiya
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada

kahe tu na maane, ab chhodo ye bahane
kahe tu na maane, ab chhodo ye bahane
rut hai bahaar ki, jiya beqarar ki
dekho shuro hue, pyar ke afsane
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho, rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina lage na mora jiya

rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada
le jayenge tujhko utha ke
tere bina laage na mora jiya
rangin hai tu rangon se bhi zyada
shokh lagti ho rah ke bhi saada.
lyrics of song Rangeen
Comments on song "Rangeen"
truffles365 on Thursday, December 05, 2013
So many memories from this song!!
Thanks for the upload :)
Huqa Pani (Album) (2003) - Movie Details
SingerAli ZafarLyricistAli ZafarMusic ByAli Zafar
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement