Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Rasme Muhabbat Ki - रस्मे मुहब्बत की अदा ना वो कर पाए
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
bewafa kya hai wafa
bewafa kya hai wafa ye bhi samajh na paaye
diwana bana ke hame wo sataaye
diwana bana ke hame wo sataaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

tum meri dil ki dhadkan, tum hi meri pehchan bhi
tum meri rooh bhi aur tum hi meri jaan bhi
tum meri dil ki dhadkan, tum hi meri pehchan bhi
tum meri rooh bhi aur tum hi meri jaan bhi
bewafa kya hai wafa
bewafa kya hai wafa ye bhi samajh na paaye
diwana bana ke hame wo sataaye
diwana bana ke hame wo sataaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye

kya hai haya, kya hai wafa
chahat ka chalan hi chhod diya
tumne meri ummido ke tajmahal ko tod diya
kya hai haya, kya hai wafa
chahat ka chalan hi chhod diya
tumne meri ummido ke tajmahal ko tod diya
bewafa kya hai wafa
bewafa kya hai wafa ye bhi samajh na paaye
diwana bana ke hame wo sataaye
diwana bana ke hame wo sataaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
rasme muhabbat ki ada na wo kar paaye
lyrics of song Rasme Muhabbat Ki
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Lateef (2015)
Nawazuddin Siddiqui, Murli Sharma, Mukesh Tiwari, Kader Khan, Pratima Kazmi, Akhilendra MishraSonika Sharma, Aishwarya Nigam, Kumar Sanu, Udit Narayan, Sadhna Singh, Shahid Mallaya, Adnaan SamiShabbir Ahmed, Ashraf Faridi, Amina IsraarYasin Darbar, Gunwant Sen, Iqbaal Sargam, Gunwant RajIsrar AhmedAmina AhmedLateef at IMDB      Lateef at WikipediaLateef at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type