Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Reham Na Khana - रहम ना खाना,
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana

jhutha sadhu pahan ke aaya daya dharm ka pana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
isi raham ne tumko mitaya
raaj paat sab apna ganvaya
isi raham ne tumko mitaya
raaj paat sab apna ganvaya
khaan ne khoi aan baan
mukhtakh bane hai rana
hai makkar zamana raham na khana
khaan ne khoi aan baan
mukhtakh bane hai rana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana

dukhiya durbal chhin le roti
hath marod ke chhin le roti
dukhiya durbal chhin le roti
hath marod ke chhin le roti
bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
hai makkar zamana raham na khana
bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana
lyrics of song Reham Na Khana
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Roti (1942)
Chandra Mohan, Sitara Devi, Akhtari, Sheikh Mukhtar, Ashraf Khan, Kayam Ali, AghaAshraf Khan, Akhtari Bai, Sitara Devi, Anil BiswasSafdar Aah, Behzad Lakhnavi, Arzoo Lakhnavi, Wajahat MirzaAnil BiswasMehboob KhanRoti at IMDB      Roti at YouTube     |    Roti at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type