Video of this song from youtube
Rona Mujhe - रोना मुझे
SingerAsha Bhosle
Music byR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Actor
Category
MovieGunhegar Kaun (1991)
Lyrics of Rona Mujhe - रोना मुझे
rona mujhe aata hai re piya tere haal pe
aaja tujhe chum lu baiyaa gale daal ke

dekhi jaaye na ye udaasi lab sukhe hue rooh pyaasi
dho daalenge sab hum ye pyar ki shabnam

chahat me hai raahat sanam aaja mere sona sona aa

chun daalungi mai aaj milke
sab kaate balam tere dil ke
aa meri baaho me aa mai tujhko chaahu piya

mera hai tu teri hu mai bolo mere ho na ho na aa

Comments on song "Rona Mujhe"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

What part of this song can I not go into a whole length of praise for?
None. Perfect composition by Pancham.