Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.63 - 27 votes
Tareef Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Roop Tumhara Ankho Se Pee Lu - रूप तुम्हारा आँखों से पी लूँ
roop tumhara aankho se pee lu
kah do agar tum mar ke bhi jee lu
mar ke bhi jee lu
roop tumhara aankho se pee lu
kah do agar tum mar ke bhi jee lu
mar ke bhi jee lu

aankho se chalke teri amrit ki dhara
tera sath gori mujh ko jiwan se pyara
mile dono hum tum jaise lahar se kinara
roop tumhara aankho se pee lu
kah do agar tum mar ke bhi jee lu
mar ke bhi jee lu

nigahe jhuka ke phir se jara muskura do
kaapte labo se dil ki kahani suna do
kya hai tumhare dil me hame bhi bata do
roop tumhara aankho se pee lu
kah do agar tum mar ke bhi jee lu
lyrics of song Roop Tumhara Ankho Se Pee Lu
Comments on song "Roop Tumhara Ankho Se Pee Lu"
Ashok Pipal on Saturday, February 09, 2013
Kisi dost ne aaj ye gana Facebook ke group "Bhoole Bisre Geet" main post
kiya hai. Maine jo comments wahan diye hain wahi dohra raha hun:.."Arey
waah..Ek aur Re-discovery for me. Thank you so much. Bachpan main khoob
suna tha. Isse pehle shayad 1974 main suna tha. Mera bahut hi favorite raha
hai.
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Saturday, October 24, 2015
An ever green melody by Ajit merchant. The voice of Mannadey..kya kehna
Perhaps one of the best of his performance..Very
sweet,simple song sung very very beautifully by Manna Dey
ji...Soothing music and soulful lyrics.
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Saturday, October 24, 2015
Mannada aur suman kalyanpurkar ka ek geet aur hai...tum jo aao to pyar aa
jaaye zindgi me bahaar aa jaaye...ye aise geet hai agar subah sunege to aap
din bhar gungunate rahenge...bahut mahan the hamare lyricist composers and
singers..
Jagjit Singh Ishar on Tuesday, January 26, 2010
wonderful composition of ajit merchant & honey sweet voice of mannadey
sahib. really an ever green melody.
skm43 on Thursday, April 05, 2012
A song I was humming all to myself all these years since last 25 years. My friends will vouch for it I first heard in "aap ki Pasand: programe of All India Radio in 1965. I immensely loved it. I thank My fate for listening fully this song. after a long time.Great uploads. Kudos to you..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sapera (1961)
Ranjan, Jyoti Tiwari, Sunder, Jeevan Kala, Rajan Kapoor, ShettyManna Dey, Suman Kalyanpur, Prabhakar RegeIndeevarAjit MerchantB J PatelSapera at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type