Video of this song from youtube
Roye Dharti Or Aakash Piya Sang Siya Chali Banwas - रोये धरती और आकाश पिया संग सिया चली बनवास
Lyrics of Roye Dharti Or Aakash Piya Sang Siya Chali Banwas - रोये धरती और आकाश पिया संग सिया चली बनवास
roye dharti or aakash roye dharti or aakash
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas
roye dharti or aakash roye dharti or aakash
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas

rat andheri rah na sujhe dukh ke badal chaye
aandhi or tufan me ghir kar
pag pag thokar khaye sati suhagan o sati suhagan
pati ke path me karti punya parkash
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas
roye dharti or aakash roye dharti or aakash
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas

likhe bhagya le lekh kabhi kya
tale se talte hai phulo me palne wale
ye kato pe chalte hai tan me hai ho tan me hai
bhakti ki shakti man me hai viswas
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas
roye dharti or aakash roye dharti or aakash
piya sang siya chali banvas
piya sang siya chali banvas
lyrics of song Roye Dharti Or Aakash Piya Sang Siya Chali Banwas
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films