Video of this song from youtube
Rozana - रोज़ाना
SingerShreya Ghoshal
Music byRochak Kohli
LyricistManoj Muntashir
ActorTaapsee Pannu
Category
MovieNaam Shabana (2017)
Lyrics of Rozana - रोज़ाना
tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
rozana, rozana teri aankhon se kahe
kuch toh meri nazar rozana, rozana
rozana mai sochun yehi
kahan aaj kal mai hoon lapata tujhe dekh toh hansne lage
mere dard bhi kyun khamakhan hawaon ki tarah
mujhe chhu ke tu guzar rozana, rozana
tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
rozana, rozana inn aankhon se ye bata
kitna mai dekhu tujhe reh jaati hai kuch kami
jitna bhi dekhu tujhe rozana mai sochun yehi
ke jee lungi main be-saans bhi aise tu mujhe milta rahe agar
rozana, rozana tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
rozana, rozana yun aa mila tu mujhe
jaise tu mera hi hai aaram dil ko jo de
woh zikr tera hi hai rozana mai sochun yehi
ke chalti rahe baatein teri
aate jaate yunhi mere liye thehar rozana, rozana
tere hathon ki taraf mere hathon ka safar
rozana, rozana

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films