Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Ruke Na Jo Jhuke Na Jo, Mite Na Jo Dabe Na Jo
3.86 - 22 votes
Patriotic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Ruke Na Jo Jhuke Na Jo, Mite Na Jo Dabe Na Jo - रुके ना जो झुके ना जो, मिटे ना जो दबे ना जो
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo

hum mita ke hi rahenge majhabo ke raaj ko
takht aur taaj ko kal ke liye aaj ko
kal ke liye aaj ko
kal ke liye aaj ko
jisme unch nich ho aise har samaj ko
hum badalte hi rahe hai waqt ke mijaj ko
waqt ke mijaj ko
waqt ke mijaj ko
kranti ke
kranti ke raag hai junglo ki aag hai
samne jo aayega jalayenge mitayenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo

lag rahe isliye ke pyar jag me jee sake
pyar jag me jee sake pyar jag me jee sake
aadmi ka khun koi aadmi na pee sake
aadmi na pee sake
aadmi na pee sake
dhram ke
dhram ke desh ke bhasha aur bhesh ke
bhed hum mitayenge samanta ko layenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo

jante nahi hai fark hindu musalman ka
mante hai rishta hum insaan se insaan ka
insaan se insaan ka
insaan se insaan ka
hukum chal sakega nahi julmi hukumran ka
sare jag pe haq humara
hum pe haq jahan ka
hum pe haq jahan ka
hum pe haq jahan ka
garib ko
garib ko jagayenge garibi ko hatayenge
ekta ke jor pe kisi se bhi lad jayenge
ruke na jo
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo dabe na jo
hum wo inkalab hai
hum wo inkalab hai
julm ka jawab hai
julm ka jawab hai
har garib har shahid
ka hum hi to khwab hai
ruke na jo jhuke na jo
mite na jo
lyrics of song Ruke Na Jo Jhuke Na Jo, Mite Na Jo Dabe Na Jo
Comments on song "Ruke Na Jo Jhuke Na Jo, Mite Na Jo Dabe Na Jo"
Hari Om on Monday, April 08, 2013
"RUKEY no jo, ZUKEY na jo, MITEY na jo, hum vo INQUILAB hain, ZULM ka
JAWAAB hain, HAR GARIB, HAR SHAHID ka humhi toh KHWAAB hain. RUKEY na jo.
Hum MITAATE hi rahenge MAZHABO ke raj ko,TAKHT AUR TAJ ko, kal ke liye aaj
ko, jis me oonch neech ho aise har samaj ko( (bangla-1971 me mazhab+oonch
neech ka kahaan prashn tha, bhai?Swabhiman+atyachar+loot ka hi prashn
tha.Ye geet lekhako k andhepan+buddhi-heenta+daaridrya+daastaa nahin hai
toh anya kya hai?)hum BADALTE hi rahey hain WAQT ke MIZAAJ ko...
Hari Om on Monday, April 08, 2013
15 din me 8 lakh logo ka pashvi--nar-samhaar hua, aur kul mila ke 30 lakh logo ka nar-sanghaar hu bangla desh mein... yah kyo koi film vala nahin batata? Hai saahas? Jodhabhai ko akbar se prem? Itna badaa jhootth aur humare itihas ka apmaan? Jodha ka akbar se prem nahin tha, nahin tha, nahin tha. Asmabhav. Asutosh govarikar jaisa neech vyakti aaj tak janmaa nahin. Hai saahas toh Maharani Padmini aur sahastro padminio ki satya katha par film banaa ke dikhaayein!! Jauhar ki! Hai koi maai ka laal?
Hari Om on Monday, April 08, 2013
what nonsense. Bangla swatantrya urdu se b swatantrata ke liye tha.Yeh geet ka introduction aur geet b toh poora urdu mein hai. "BAHADURO, desh ko DUSHMANO se mukti dilane ke liye, apni FAUJ banao, HATHYAR uttha lo, utho meri DUNIYA ke GARIBO ko jaga do, is chhoti si CHIDIYA ko BAZO se LADA do, jis khet se DAHKA (?)ko MAYASSAR na ho ROTI, us khet ke HAR DOSHAA-E KANDUM ko jala do""...what?Bhaarat mein hindi film udyog nahi, urdu film udyog hai. Itna bhayankar andhapan--buddhiheenta-daastaa­?
Hari Om on Monday, April 08, 2013
Urdu se Bangla ke swaatantrya ka gaan urdu mein? Seema hai... nirlajjta,
nikrusht-ta, hriday+bhaav-heenta, swaabhimaan shoonyata evam
bhraant--raakshasi maansikta ki. daaridrya ki... Bangla ka geet border
me hona chahiye. Aur border ka geet joi bangla desh me hona chahiye. Vaise,
real katha par dharit film bani thi, 1971 ke turant pashchat.."Joy Bangla
Desh". Voh pratibandhit ho gayi? Kahaan gayi? Usme bahut satya ghatnaayein
chitrit kari gayi hain..
Hari Om on Monday, April 08, 2013
ye urdu film industry vaale haraam ke lekhak, ban-baitthe huey tathakathit
story aur song writers... ki yah dahsaa aur satya hai. Inki koi paatrtaa
nahin. desh samaaj ke vishayo par koi bhi baat kahne -- likhne ki. Yeh
log aurangzebi--ayyaashi--haraamkhori-- culture ke hain. Anya kuchh bhi
nahin. Yeh sab ati-daaroon avastha ke hain. Urdu se bangla ke swaatantrya
ka gaan urdu mein !!?
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jai Bangla Desh (1971)
Ambika Johar, Rajiv Johar, Kabery Choudhary, I S Johar, Dilip Dutt, MadhumatiKishore Kumar, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Lata Mangeshkar, Sushma ShresthaIndeevar, Qamar Jalalabadi, Farooq QaiserKalyanji, AnandjiI S JoharI S JoharJai Bangla Desh at IMDB      Jai Bangla Desh at YouTube     |    Jai Bangla Desh at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type