Video of this song from youtube
Rumani Saa, Tu Aur Main - रूमानी सा, तू और मैं
SingerMohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Music byRaghu Dixit
LyricistAnvita Dutt
ActorSonam Kapoor, Ayushmann Khurrana
CategoryRomantic Songs, Dance Songs
MovieBewakoofiyaan (2014)
Lyrics of Rumani Saa, Tu Aur Main - रूमानी सा, तू और मैं
aaha aaha
kuch toh thi akal dil me, hoke bedakhal dil ne
shekhi maar ke humse, sab kuch haar ke phir se
khawabon ki khurchan se, din yeh kureda hai
gutthi yeh kholi hai, tumne humne
rumani sa, rumani si, tu aur main, main aur tu
rumani sa, rumani si, dil aur har justuju
aaha aaha, aaha aaha
aaha aaha, aaha aaha
wadon ke khule baste, mehange daam pe saste
milte hain jahaan humko, woh hain ishq ke raste
wahan dopeharon se, hasti karari si
dhoop utaarenge, tu jo keh de

na hoga ke kitabon me, chhapegi teri meri kahani
haan kishton me suna denge, yeh qissa teri meri zubani
tuti phuti, sacchi jhuti, teri meri dastan
auron se kya lena dena, denge khudko bata

rummani sa amm hmm, rumaani si oho
rummani sa amm hmm, rumaani si oho
rummani sa amm hmm, rumaani si

Comments on song "Rumani Saa, Tu Aur Main"
Cruizeriz on Saturday, September 20, 2014
Ehnu kehnde nein Urdu zabaan di vaat lagaana! Disappointed in Shreya!

Priyansh Chabra on Wednesday, March 12, 2014
nice song
nice song
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Kuch toh thi akal dil mein
Hoke bedakhal dil ne..
Shekhi maar ke humse
Sab kuch haar ke phir se
Read more:
http://gyaanhouse.blogspot.com/2014/03/rumaani-sa-lyrics-from-bewakoofiyaan.html#ixzz2unfPAi5v