Video of this song from youtube
Rumani Aankho Ki Jana Ghazal Tum Ho - रूमानी आँखों की जाना ग़ज़ल तुम हो
SingerShalmali Kholgade, Thomson Andrews
Music byHitesh Sonik
LyricistLuv Ranjan
Actor
CategoryRomantic Songs
MovieAkaash Vani (2013)
Lyrics of Rumani Aankho Ki Jana Ghazal Tum Ho - रूमानी आँखों की जाना ग़ज़ल तुम हो
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
tum ho, ha tum ho, ha tum ho
ik teri ghunt me behki si main ho gayi
pee ke teri khushbuye mehki si main ho gayi
behki behki jhumu, behki bahaki jhumu
mehki mehki ghumu, mehki mehaki ghumu
besarz dil jo liya
befikar beraham behaya besharam
shaitani raaho ka naya kadam tum ho, tum ho
ho jaane kis shayar ka jhuta vahem tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
ha tum ho, ha tum ho, ha tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
befikar beraham jaana katal tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
tum ho, ha tum ho, ha tum ho
ik teri ghunt me behki si main ho gayi
pee ke teri khushbuye mehki si main ho gayi
behki behki jhumu, behki bahaki jhumu
mehki mehki ghumu, mehki mehaki ghumu
besarz dil jo liya
befikar beraham behaya besharam
shaitani raaho ka naya kadam tum ho, tum ho
ho jaane kis shayar ka jhuta vahem tum ho
ye zameen se falak bedhdak bedhdak
itrati hui balkhati hui
baadalo ke pare gote khaati hui
behaya besharam kat ke bhaagi hui
sarphiri manchali pagal patang tum ho
ha tum ho, ha tum ho, ha tum ho
rumani aankho ki jaana ghazal tum ho
Comments on song "Rumani Aankho Ki Jana Ghazal Tum Ho"
sandra moura on Sunday, January 20, 2013
DEMAIS ADOREI ESSE VÃDEO MUITO EXCITANTE
DEMAIS ADOREI ESSE VÃDEO MUITO EXCITANTE
Zawar Hussain on Monday, January 28, 2013
Most Romantic Song, like it...
Most Romantic Song, like it...
hosanna rathod on Thursday, March 21, 2013
i love this song...nd
i love this song...nd
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


In love with this song! Do check out my singing covers on my channel :) :)