Video of this song from youtube
Kankar Kankar Se Mai Puchhu - कंकर कंकर से मैं पुछू
SingerGeeta Dutt
Music byAvinash Vyas
LyricistRamesh Shastri
Actor
Category
MovieHar Har Mahadev (1950)
Lyrics of Kankar Kankar Se Mai Puchhu - कंकर कंकर से मैं पुछू
kankar kankar se mai puchhu
shankar mera kaha hai
koi bataye
kankar kankar se mai puchu
shankar mera kaha hai
koi bataye
shikhar shikhar se puchh rahi hu
shankar mera kaha hai
o deva ganga dhar har har
shankar mera kaha hai
koi bataye
o neel gagan ki chandrkala
o neel gagan ki chandrkala
tu rahti unke paas bhala
mera kaha gaya pritam batla
meri bigdi kaun banaye
koi bataye
kankar kankar se mai puchhu
shankar mera kaha hai
koi bataye
haule haule chal bani ghar
haule haule chal
mai bhi tere sang chalu
tu haule haule chal
tu liptega gale swami ke
mai charno me rah lu
mera dhanya jiwan ho jaye
koi bataye
koi bataye
koi bataye
shankar mera kaha hai
koi bataye
kankar kankar se mai puchu
shankar mera kaha hai
koi bataye
shikhar shikhar se puchh rahi hu
shankar mera kaha hai
o deva ganga dhar har har
shankar mera kaha hai
koi bataye
o neel gagan ki chandrkala
o neel gagan ki chandrkala
tu rahti unke paas bhala
mera kaha gaya pritam batla
meri bigdi kaun banaye
koi bataye
kankar kankar se mai puchhu
shankar mera kaha hai
koi bataye
haule haule chal bani ghar
haule haule chal
mai bhi tere sang chalu
tu haule haule chal
tu liptega gale swami ke
mai charno me rah lu
mera dhanya jiwan ho jaye
koi bataye
koi bataye
koi bataye
Comments on song "Kankar Kankar Se Mai Puchhu"
Arun Gupta on Wednesday, August 07, 2013
Sweet, melodious and unforgettable rendering by one and only GEETA DUTT!
Sweet, melodious and unforgettable rendering by one and only GEETA DUTT!
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


the greatest all time hit song. eternal song for shiv lovers.pl up load the
movie if some on have.basit.pasha