Video of this song from youtube
Rut Albeli Mast Sama - रुत अलबेली मस्त समाँ
screen shot of song - Rut Albeli Mast Sama

4.73 - 22 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Rut Albeli Mast Sama - रुत अलबेली मस्त समाँ
rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam
are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam

in machalte paniyo me sun gungunate sahilo ki dhun
rut hasin hai hum jawan haaye tauba
najami jo koi has padi motiyo ki khul gayi ladi
lazwaab hai kya sabab haye tauba
reshmi najar pad gayi jidhar khil gayi kali
are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam

ye nehalla dekhe kahi aasman ko chume jami
kya khyal hai bemisal haay tauba
aaru liye nigah me manzile bulaye rah me
intzar me bekarar haay tauba
khwab to nahi ye jami khub hai duniya
are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam
are rut albeli mast sama sath hasi har bat jawa
hawa ka aachal bada hai chanchal
dhire dhire gaye man teri kasam
lyrics of song Rut Albeli Mast Sama
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films